Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShahid Kapoor
HomeShahid Kapoor
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein aankhon mein aankhon mein hoo aankhon mein aankhon mein tera hi chehra dhadkan mein teri hi yaadein karti hain deewana aankhon mein tera hi chehra dhadkan mein teri hi yaadein karti hain deewana haye kahan gayi wo raatein wo meethi meethi si baatein karti thi jo deewana aankhon mein tera hi chehra dhadkan mein teri hi yaadein karti hain deewana door jab se tum gayi ho jab se mujhko bhool gayi ho door jab se tum gayi ho jab se mujhko bhool gayi ho main hoon deewana lekar dil chura li aankhen kar gayi mujhko teri yaadein deewana deewana haye kahan gayi wo raatein wo meethi meethi si baatein karti thi jo deewana aankhon mein tera hi chehra dhadkan mein teri hi yaadein karti hain deewana maana ke tum saath nahin ho mere dil ke paas nahin ho maana ke tum saath nahin ho mere dil ke paas nahin ho maine ye mana phir bhi aas lagi hai dil mein tum aaogi mujhse milne chupke chupke keh de dil mein deewana mera deewana phirse aayengi wo raatein wo meethi meethi si
jale jale jale diye se jal rahi saari zindagi oooooo jale jale jale diye se jal rahi saari zindagi oooooo nahin bujhe bujhe nahin hawa se bujhe nahin saari zindagi oooooo ek phoonk se miyan sab udd gaya dhuaan woh jo saans ki ik phaans thi woh nikal gayi jo kharaash thi ab seene ki woh khalish gayi beqaraariyan beemaariyan gayin ab to aao jaan meri so bhi jao arey aao na ki jaan gayi jahan gaya kho jao arey aao na ke thak gayi hai zindagi so jao arey aao na ki jaan gayi jahan gaya kho jao arey aao na ke thak gayi hai zindagi so jao na chand na savera andhera hi andhera na chand na savera andhera hi andhera hai roohon ka basera so jao hawa the hawa the hawa hawa the hawa hue baaki to khala hawa the hawa the hawa hawa the hawa hue baaki to khala ooooooo kabhi the to kabhi nahin kabhi dekha bhi nahin baaki to khuda ooooooo yeh kaajal se tha uske fazal se tha bada kaam tha jo zameen par woh to likh diya najabeen par jo guzar gayi woh guzar gayi bewajah yahan na raho
bismil bismil bulbul e bismil mat mil mat mil gul se mat mil aye bismil bismil bulbul e bismil mat mil mat mil gul se mat mil bismil bismil bulbul e bismil aye dil bulbule bulbule bismil mushkil dil bhi mushkil hoti hain dil dhadke dil dil dhadke toh dil dhadke dil dil dhadke toh dhadkane dil bhi harakne dil hoti hain khushbooyein gul mein ishq bhara hai mat mil mat mil gul se mat mil aye bulbule bismil mat mil mat mil gul se mat mil aye bulbule bismil hooooooooo sunle zamaana samjhata hoon teri kahaani dohrata hoon ik joda tha nar mada ka bholi thi bulbul nar sada tha ik joda tha nar mada ka bholi thi bulbul nar sada tha barf gira karti thi jab bhar jaati thi kausaaron mein ik baaz bada badniyet tha ik baaz bada badniyet tha udhta thaaa sab za za zaraon mein pankhon mein uske maut chhupi thi mehfil mehfil dhoond raha tha mehlon ki manzil mehfil mehfil dhoond raha tha mehlon ki manzil bulbul ke khwabon mein jakarrr zeher ke dank lagaye theee khushbooyein gul mein
teri aankhon se huyi yaariyaan chalte chalte yunhi meri aankhon ne teri aankhon se aap beeti kahi teri aankhon ke peechhe peechhe hum pagle se chal pade meri aankhen ab dil ke chakkar mein kuchh bhi na sunti hain dil ye dhokha dhadi kar dega socha na tha itni ye gadbadi kar dega socha na tha aisi mushkil khadi kar dega socha na tha hote dil farebi hain aur hum sarphire bhi hain pyaar vyaar hum nahin jaante seedhe saade lagte ho phir kyun aise thugte ho lagte hain kya nadaan se hmm isey to maaf kije wallah yeh dil zara sa hai nitthalla iraade hain beimaan se dil ye dhokha dhadi kar dega socha na tha itni ye gadbadi kar dega socha na tha aise mushkil khadi kar dega socha na tha aaa uuui ye ee ye ye ye ee ee mere kaanon mein kahin roshandaanon se kahin chhanti teri aawaaz hai zyaada na hai ye kahe chup bhi na hai yeh rahe aankhon ka ye andaaz hai chalo miyaan ho gaya milna neendon mein dekho na phisalna khwaabon pe tum chalna dhyaan se dil ye dhokha dhadi kar dega
do anjaane ajnabi chale baandhane bandhan haaye re dil mein hai ye uljhan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole nayi umang nayi khushi mehak utha hai aangan haaye re ghar aaye mann bhavan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole bechaini betaabi aaj mujhe ye kaisi aaj hai jo pehle na thi dil ki haalat aisi ho ho ho aankhon ko usi ka intezaar hai unhi ke liye ye roop ye shingaar hai dekhi hai tasveer hi ho ho ho aaj milenge darshan haaye re badhne lagi hai uljhan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole roop ki raani aayi hai jaise gagan se utar ke mere liye kya mere liye aise sajj ke sanwar ke ho ho ho sab se chhupa ke idhar udhar se mujhko hi dekhe chor nazar se baat labon par hai ruki tez dilon ki dhadkan haaye re kal ke sajni saajan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole
oo beedi pee ke nukkad pe wait tera kiya re khali peeli attharah cup chai bhi toh piya re oo beedi pee ke nukkad pe wait tera kiya re khali peeli attharah cup chai bhi toh piya re raja beta ban ke maine jab sharafat dikhai tune bola hat mawali bhaav nahin diya re a b c d padh li bahut thandi aanhe bhar li bahut achhi baatein kar li bahut ab karunga tere saath gandi baat gandi gandi gandi gandi gandi baat gandi baat gandi gandi gandi gandi gandi baat gandi baat gandi gandi gandi gandi gandi baat gandi baat gandi gandi gandi gandi gandi baat aise kyun kyun kyun karta tu tu tu munh pe thu thu thu pyaar mein jab se hoon hoon hoon laila ki ki ki into two two two pyaar mein aise kyun kyun kyun karti tu tu tu munh pe thu thu thu pyaar mein jab se hoon hoon hoon majnoo ka ka ka into two two two pyaar mein a b c d padh li bahut thandi aanhen bhar li bahut achhi baatein kar li bahut ab karungi tere saath gandi baat gandi gandi gandi gandi gandi baat gandi baat gandi gandi
bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta dard ka rishta oooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo hmmm bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta yeh dil gareeb sahi tumhaare naam pe aayenge ghum gusaar chale hmmmm gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale hmm hmmmm qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho kahin to baher e khuda aaj zikar e yaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale jo humpe guzri so guzri magar shab e hijraan jo humpe guzri so guzri magar shab e hijraan humaare ashq teri aaqbat sanwaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang
khul kabhi toh khul kabhi kahin main aasmaan tu meri zameen boond boond barsun main paani paani khelun khelun aur beh jaaun geele geele honthon ko main baarishon se choomun choomun aur keh jaaun tu zameen hai tu meri zameen khul kabhi toh khul kabhi kahin main aasmaan tu meri zameen hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm naa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmmm lab tere yun khule jaise harf the honth par yun ghule jaise barf the aana zara zara main haule haule saans saans sek doon tujhe lab tere yun khule jaise harf the honth par yun ghule jaise barf the tu hi tu hai main kahin nahin hmm khul kabhi toh khul kabhi kahin hmm main aasmaan tu meri zameen jhuk ke jab jhumka main choom raha tha der tak gulmohar jhoom raha tha jal ke main sochta tha gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe jhuk ke jab jhumka main choom raha tha der tak gulmohar jhoom raha tha tu meri kasam tu mera yakeen khul kabhi toh khul kabhi kahin
haar ko jeet banaa kar badi sachchaayi se prem ne dil pe wo chaahat ka asar daala hai aaj inkaar ki surat hi nahin hai koi haar heeron kaa nahin phoolon ki jaimaala hai kuchh baaten ho chuki hai kuchh baaten abhi hain baaki bauchhaar ik padi hai barsaaten abhi hain baaki khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai hoo khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai kuchh baaten ho chuki hai kuchh baaten abhi hain baaki bauchhaar ik padi hai barsaaten abhi hain baaki khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai hoo khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milen honge raadha krishan yahin kisi van mein prem madhuri unki basi hai pawan mein aur bhi paas aa gaye hum iss divya vaatavaran mein aur bhi paas aa gaye hum iss divya
mujhe haq hai tujh ko jee bhar ke main dekhun mujhe haq hai bas yun hi dekhta jaaun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai dhal rahi pighal rahi ye raat dheere dheere badh rahi hai pyaar ki baat dheere dheere chudiyaa gungunaa ke kya kahe sajna ye chudiyaa gungunaa ke kya kahe sajna raat ki raat jagaaun mujhe haq hai chaand poonam ka churaaun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai kal subah tujh se main door chala jaaunga ek pal ko bhi tujhe bhool nahin paaunga ye chehra ye muskaan aankhon mein bhar ke ye chehra ye muskaan aankhon mein bhar ke main teri yaad mein tadpun mujhe haq hai tujh se milne ko main tarsun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai mujhe haq hai tumhein haq hai
saree ke fall sa kabhi match kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re saree se fall sa kabhi match kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re touch karke touch karke touch karke touch karke kahan chal di bach karke touch karke touch karke touch karke dil se dil attach kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re saree ke fall sa kabhi match kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re saaya jab se mila tera saaya bhaya mujhe har baar tu bhaya laaya sapne hazaar tu laaya aise aise haan aise aise aise jaise aaya jabse hai yaar tu aaya chhaya banke hai pyaar tu chhaya laaya sapne hazaar tu laaya aise aise haan aise aise aise sach karke sach karke mere sapne sach karke kahan chal di bach kar ke touch karke touch karke touch karke dil mera kyun scratch kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re saree ke fall sa kabhi match kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re ghar se chali main jahan kabhi ghar se sar se chunri kahan udi sar se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Tera Hi Chehra Aryans 04:31 35919
 
Poster of Aryans
 
Category
Indipop
Singer- 
Aryans
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor
Duration : 04:31   Song Number : 35919   

Aao Na Haider (2014) 04:37 37624
 
Poster of Haider (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor
Duration : 04:37   Song Number : 37624   

Bismil Haider (2014) 06:02 37323
 
Poster of Haider (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Duration : 06:02   Song Number : 37323   

Dhokha Dhadi R Rajkumar (2013) 04:10 17237
 
Poster of R Rajkumar (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Nilesh Mishra
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Sonakshi Sinha
Duration : 04:10   Song Number : 17237   

Do Anjaane Ajnabi Vivah (2006) 04:56 20392
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 04:56   Song Number : 20392   

Gandi Baat R Rajkumar (2013) 04:08 37210
 
Poster of R Rajkumar (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Anupam Amod
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Sonakshi Sinha, Shahid Kapoor
Duration : 04:08   Song Number : 37210   

Gulon Mein Rang Bhare Haider (2014) 05:23 37785
 
Poster of Haider (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Faiz Ahmed Faiz
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor
Duration : 05:23   Song Number : 37785   

Khul Kabhi Toh Haider (2014) 06:07 37711
 
Poster of Haider (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor
Duration : 06:07   Song Number : 37711   

Milan Abhi Aadha Adhura Hai Vivah (2006) 05:44 20963
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 05:44   Song Number : 20963   

Mujhe Haq Hai Vivah (2006) 04:58 20981
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 04:58   Song Number : 20981   

Saree Ke Fall Sa R Rajkumar (2013) 03:54 37209
 
Poster of R Rajkumar (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Sonakshi Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 37209   
Karaoke Songs of shahid kapoor, Sad Songs of shahid kapoor, Love Songs of shahid kapoor, Dance Songs of shahid kapoor, Hip-hop songs of shahid kapoor, Best songs of shahid kapoor, Super hit songs of shahid kapoor, hit songs of shahid kapoor, duet songs of shahid kapoor, solo songs of shahid kapoor, old songs of shahid kapoor, famous songs of shahid kapoor, Hindi Karaoke Songs of shahid kapoor, Hindi Sad Songs of shahid kapoor, Hindi Love Songs of shahid kapoor, Hindi Dance Songs of shahid kapoor, Hindi Hip-hop songs of shahid kapoor, best Hindi songs of shahid kapoor, super hit Hindi songs of shahid kapoor, hit Hindi songs of shahid kapoor, duet Hindi songs of shahid kapoor, solo Hindi songs of shahid kapoor, old Hindi songs of shahid kapoor, famous Hindi songs of shahid kapoor, Sing Along Songs of shahid kapoor, Sing Along Sad Songs of shahid kapoor, Sing Along Love Songs of shahid kapoor, Sing Along Dance Songs of shahid kapoor, Sing Along Hip-hop songs of shahid kapoor, Sing Along Best songs of shahid kapoor, Sing Along Super hit songs of shahid kapoor, Sing Along hit songs of shahid kapoor, Sing Along duet songs of shahid kapoor, Sing Along solo songs of shahid kapoor, Sing Along old songs of shahid kapoor, Sing Along famous songs of shahid kapoor